Bhari Duniya Mein Aakhir Dil (Lyrical) | दो बदन | Manoj Kumar, Asha Parekh | मोहम्मद रफ़ी
Feb 14, 2026•Channel
AI Analysis
Data from YouTube Data API v3•Updated Just now
Video Overview
Video Details
Published3 months ago
Duration5:25
Video ID_ghizeNviZI
Languageen
CategoryMusic
PrivacyPublic
Made for KidsNo
Video TypeRegular Video
Performance Metrics
Views3.8K
Likes21
Comments0
Engagement Rate0.55%
Likes per 100 views0.55
Comments per 1K views0.00
Video Tags
#goldmines gaane sune ansune#old hindi songs#भरी दुनिया में आख़िर दिल को समझाने कहाँ जाए#bhari duniya mein aakhir dil with lyrics#दो बदन#मनोज कुमार के सुपरहिट गाने#आशा पारेख के सुपरहिट गाने#मोहम्मद रफ़ी के सुपरहिट गाने#manoj kumar hit songs#manoj kumar mohammed rafi songs#mohammed rafi sad hit songs#old is gold#पुराने प्रसिद्ध गाने#asha parekh manoj kumar songs#दर्द भरे गीत#do badan songs#bollywood lyrical songs#bhari duniya mein aakhir dil
Description
Song:- Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko Samjhane Kahan Jayen
Singer(s):- Mohammed Rafi
Movie:- Do Badan (1966)
Music Director:- Ravi
Lyricist:- Shakeel Badayuni
#GoldminesGaaneSuneAnsune #ManojKumar #AshaParekh #MohammedRafi #OldSongs
Lyrics:-
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Mohabbat Ho Gayi Jinko
Woh Dewane Kahan Jayen
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Bhari Duniya
Lage Hain Shamma Par Pehre
Zamane Ki Nigaahon Ke
Lage Hain Shamma Par Pehre
Zamane Ki Nigaahon Ke
Zamane Ki Nigaahon Ke
Jinhe Jalne Ki Hasrat Hai
Jinhe Jalne Ki Hasrat Hai
Woh Parwane Kahan Jayen
Mohabbat Ho Gayi Jinko
Woh Dewane Kahan Jayen
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Bhari Duniya
Bhari Duniya Sunana Bhi Jinhein Mushkil
Chhupana Bhi Jinhein Mushkil
Sunana Bhi Jinhein Mushkil
Chhupana Bhi Jinhein Mushkil
Chhupana Bhi Jinhein Mushkil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Zara Tu Hi Bata Aye Dil
Woh Afsane Kahan Jayen
Mohabbat Ho Gayi Jinko
Woh Dewane Kahan Jayen
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Bhari Duniya
Nazar Mein Uljhanein Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Nazar Mein Uljhanein Dil Mein
Hai Aalam Bekarari Ka
Hai Aalam Bekarari Ka
Samajh Mein Kuch Nahi Aata
Samajh Mein Kuch Nahi Aata
Sukun Pane Kahan Jayen
Mohabbat Ho Gayi Jinko
Woh Dewane Kahan Jayen
Bhari Duniya Mein Aakhir Dil Ko
Samjhane Kahan Jayen
Bhari Duniya