Haramzada | Official Music Video | Sapne vs Everyone S2 | Escape Sequence, K!llswitch
May 8, 2026•Channel
AI Analysis
Data from YouTube Data API v3•Updated Just now
Video Overview
Video Details
Published1 month ago
Duration2:58
Video IDaHCvMfBuVQ0
Languageen
CategoryMusic
PrivacyPublic
Made for KidsNo
Video TypeRegular Video
Performance Metrics
Views7.6K
Likes166
Comments4
Engagement Rate2.23%
Likes per 100 views2.18
Comments per 1K views0.53
Video Tags
#sapne vs everyone#sapne vs everyone season 2#sapne vs everyone song#sapne vs everyone season 2 songs#haramzada#haramzada song#k!llswitch#escape sequence#ambrish verma#ambrish verma web series#vijayant kohli#vijayant kholi series#naveen kasturia#naveen kasturia new web series#new bollywood song#new bollywood songs 2026#new song 2026#new hindi song#hindi song#paramvir cheema
Description
Jab duniya har modd pe parakhti hai aapki niyat, tab aapko bhi dikhaani hi padti hai apni asliyat!
Watch Sapne Vs Everyone Season 2 now:
https://app.primevideo.com/detail?gti...
#tvf #primevideo #sapnevseveryone
Music Credits
Composer: Escape Sequence
Lyrics: k!llswitch
Singer: k!llswitch
Music Producer: Escape Sequence
Video Edited by: Shivam Gupta & Sakshi Raj
Lyrics:
Chalo karein thodi mehmaan nawazi
Khaatirdari toh kaafi baaki, tumhe dikhate yaari
Baatein jaari apas mei, sajedari, nibhaate saari
Prahtahkal hi hote hi karta main inke khaate khaali
Khaate khaali gaali, na baatey thaali, they bhagyashaali
Saade-saati jaari, toh haani de shani saaf hi bhaari
Maangey maafi, hum chaapein gaal hi, uthaate kaafi Gandhi
Krantikaari ladka mai bhadka toh inki g***dein faadi
Sunn
Ye hai bagawat—
Meri duniya, tera swagat
Lag gaye langar, bicch gai dawat
Padgaye sunn—
Jhapad pe jhapad
Chapun gaal aur sath mei kaagaz
Dono gulabi, gandi aadat
Rehta chup
Mai karta baatein kam aur kaam zyada
Haq ka cheena jo barson se lagta khwab sa tha
Ho paapi tu bhi toh kya, karta mai haraam zyada
Seedha sa ladka, par mai bhadka toh mai haraamzaada
Mai karta baatein kam aur kaam zyada
Haq ka cheena jo barson se lagta khwab sa tha
Ho paapi tu bhi toh kya, karta mai haraam zyada
Seedha sa ladka, par mai bhadka toh mai haraamzaada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai haramzada, rishtedar haramkhor
Ijjat deta mai sirf apne sage baap ko
Inke naak mei mai dum, jaise Pablo
Escobar wala paisa, better watch your car-go
Jimmy chalta purza, aake khole tera car-door
Driver seat baitha, bole Mama parcha kaat lo
Haath jod, ghutne tek, baawe tu salaam thok
Lene aaya haq ka jo bhi mera, dega praan chodh
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haathon mei ghadi hai mehngi teri, keemti ye waqt mera
Pal mei cheenein takht, laga hai khoon paseena rakt mera
Aankhon dekhi jo zindagi, ye bole mujh ko sakt rehna
Pairon tale zameen khiske, badnaseebi, zabt gehna
Mai kab se kehra tu muqaable ke layak nai
Mukaam aisa paaya jo dukaan teri gayab ki
Shakal se tu kathor ghosht toh mulayam hi
Is shehr ka khalnayak tu kehlaye iske layak nai
Mai karta baatein kam aur kaam zyada
Haq ka cheena jo barson se lagta khwab sa tha
Ho paapi tu bhi toh kya, karta mai haraam zyada
Seedha sa ladka, par mai bhadka toh mai haraamzaada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Haan mai Haramzada
Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2026
Subscribe & Follow Sony Music India:
https://www.youtube.com/@UC56gTxNs4f9xZ7Pa2i5xNzg
https://www.facebook.com/SonyMusicIndia
https://www.instagram.com/sonymusicindia
https://www.snapchat.com/add/sonymusic_india
https://twitter.com/sonymusicindia