मियां बीवी की नोकझोक से भरा मस्ती भरा गाना❣️#shorts #oldhindisongs
May 17, 2025•Channel
AI Analysis
Data from YouTube Data API v3•Updated Just now
Video Overview
Video Details
PublishedMay 17, 2025
Duration0:18
Video IDdUToYc3MMtY
Languagehi
CategoryMusic
PrivacyPublic
Made for KidsNo
Video TypeYouTube Short
Performance Metrics
Views28.4K
Likes180
Comments1
Engagement Rate0.64%
Likes per 100 views0.63
Comments per 1K views0.04
Video Tags
#hindi movie songs#hindi songs#old hindi songs#90s ke songs#90s hits#70s hits#80s hits#superhit hindi songs#old hindi movie songs#retro songs hindi#best hindi songs#hindi purane geet#hindi evergreen songs#sadabahar gaane#purane hindi gaane#kal aaj aur kal movie songs#aap yahan aaye kis liye#superhit gaane
Description
Aap Yahan Aaye Kis Liye | Kal Aaj Aur Kal (1971) | Kishore Kumar, Asha Bhosle | Hindi Movie Song
Song Name: Aap Yahan Aaye Kis Liye
Singer Name: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Movie: Kal Aaj Aur Kal (1971)
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lyrics: N/A
Lyrics:
hello, aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha
pahle zara aap muskurayiye
aap yaha aaye kisliye, aji aapne bulaya isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye, na na
pahle zara aap muskurayiye
muskurane ki na koyi baat hai
aji dekhiye to kya haseen rat hai
oho kaam to bataayiye bataayiye, na na na
pahle zara aap muskurayiye
aap yaha aaye kisliye
tere bina hay, ha, neend nahi aati hai, really
yad teri aakar, aaha, roz tadpaati hai, sachmuch
apna bana lo, hath zara tham lo, waah waah waah
baar baar puchho na, kya dil se bhi kaam lo
kaam to bataao, kaam seedha saadha hai, bolo bolo
aji lena ek waada hai, kya
aaja aaja shadi ka irada hai, kya, kya
shadi kaa irada hai, shadi kaa irada hai
shadi aur tumse, shadi kaa iradaa hai
no no no, shadi na baba na
magar kyon, shadi to barbaadi hai
kya kahti ho, chhin jaati aazaadi hai
bye bye, suno to, mona suno to, tata
aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha
pahle zara aap muskurayiye
pahle zara aap muskurayiye
hay, aap yaha aaye kisliye, arre aapne bulaya isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye, ha ha
pahle zara aap muskurayiye
aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye, achcha
aaye hain to kaam bhi bataayiye
pahle zara aap muskurayiye
muskurane ki na koyi baat hai
aji dekhiye to kya haseen rat hai, oh
kaam to bataayiye bataayiye, ha ha ha
pahle zara aap muskurayiye
aap yaha aaye kisliye
maine kaha kaam to bataayiye, kaam, ha
kaam seedha sada hai, lena ek waada hai, achcha
pyar to nibhaoge, nibhaungaa hmm
bhool to na jaaoge, na bhoolungaa
doli leke aaoge, aaunga, shadi bhi rachaoge, rachaunga
cinema dikhaoge, dikhaunga, aah
khana bhi pakaaoge, pakaaunga
bachhe bhi khilaaoge, khilaaunga
roz na sataaoge, kabhi nahi
phir to ham tumhare hain, very good
tere hi sahare hain, jolly good
dil bhi tumhara hai, kya kahne
ham bhi tumhare hai, waah waah waah waah waah
ham bhi tumhare hai, waah waah waah
ham bhi tumhare hai
aap yaha aaye kisliye, aapne bulaya isliye
aaye hain to kaam bhi bataayiye
pahle zara aap muskurayiye
pahle zara aap muskurayiye
pahle zara aap muskurayiye
pahle zara aap muskurayiye
#superhitgaane #bollywood #indiansinger #hindisong #hindi #hindimovie #hindi #song #songs #kishorekumar #kishorekumarsongs #kishore #kishorekumarsong #kishorekumars #ashabhosle #asha #ashabhoslesong #ashabhoslehitsongs