Dekh Jara Jaane Wafa With Lyrics | Ek Tha Raja #GoldminesGaaneSuneAnsune #SaifAliKhan #PratibhaSinha
Dec 6, 2025•Channel
AI Analysis
Data from YouTube Data API v3•Updated Just now
Video Overview
Video Details
Published6 months ago
Duration2:39
Video IDgiy8ChEkDHA
Languageen
CategoryMusic
PrivacyPublic
Made for KidsNo
Video TypeYouTube Short
Performance Metrics
Views100.8K
Likes545
Comments8
Engagement Rate0.55%
Likes per 100 views0.54
Comments per 1K views0.08
Video Tags
#goldmines gaane sune ansune#old hindi songs#dekh jara jaane wafa with lyrics#dekh jara jaane wafa#देख जरा जाने वफ़ा#एक था राजा#ek tha raja song#सैफ़ अली ख़ान के सुपरहिट गाने#ज्योति के सुपरहिट गाने#प्रतिभा सिन्हा के सुपरहिट गाने#अभिजीत भट्टाचार्य के सुपरहिट गाने#saif ali khan hit song#pratibha sinha all song#old is gold#पुराने प्रसिद्ध गाने#masti bhare gane#masti bhare song#abhijeet songs#bollywood song shorts#hindi songs shorts
Description
Song:- Dekh Jara Jaane Wafa
Singer(s):- Abhijeet Bhattacharya, Jyoti
Movie:- Ek Tha Raja (1996)
Music Director:- Anand-Milind
Lyricist:- Sameer
#GoldminesGaaneSuneAnsune #SaifAliKhan #PratibhaSinha #AbhijeetBhattacharya #Jyoti #EkThaRaja #OldSongs #LyricalSongs
Lyrics:-
Dekh Zara Jaane Wafa
Kab Se Khada Hoon Main Raaho Mein
Dil Na Jala Paas Toh Aa
Mujhko Chhupa Le Nighaho Mein
Jab Pyar Kiya Ikraar Kiya
Toh Kyu Izhaar Se Darti Hai
Kuch Bhi Na Chhupa
Mujhko Hai Pata Tu Chhup Chhup
Aahe Bharti Hai
Dekh Zara Jaane Wafa
Kab Se Khada Hoon Main Raaho Mein
Dil Na Jala Paas Toh Aa
Mujhko Chhupa Le Nighaho Mein
Jab Pyar Kiya Ikraar Kiya
Toh Kyu Izhaar Se Darti Hai
Kuch Bhi Na Chhupa
Mujhko Hai Pata Tu Chhup Chhup
Aahe Bharti Hai
Dekh Zara
Jaan Meri Jaan Gayi
Tere Zara Ruth Jaane Se
Lut Liya Chain Mera
Kya Fayada Aajmane Se
Haye Jaan Meri Jaan Gayi
Tere Zara Ruth Jaane Se
Lut Liya Chain Mera
Kya Fayada Aajmane Se
Ram Gali Prem Gali Saath Mere Chal
Mod De Na Chhod Ke Yu Rasta Badal
Hosh Mein Aa Hosh Mein Aa
Tu Zara Sambhal
Paav Tere Paav Tere Jaaye Na Fisal
Dekh Zara Jaane Wafa
Kab Se Khada Hoon Main Raaho Mein
Dil Na Jala Paas Toh Aa
Mujhko Chhupa Le Nighaho Mein
Jab Pyar Kiya Ikraar Kiya
To Kyu Izhaar Se Darti Hai
Kuch Bhi Na Chhupa
Mujhko Hai Pata Tu Chhup Chhup
Aahe Bharti Hai
Dekh Zara Yahooo..
Roopmati Phoolwati
Itna Akad Na Jawani Mein
Yaar Mere Pyar Mere
Yu Na Laga Aag Pani Mein
Haye Haye Haye Roopmati Phoolwati
Itna Akad Na Jawani Mein
Yaar Mere Pyar Mere
Yu Na Laga Aag Pani Mein
Raat Gayi Baat Gayi Baat Na Badha
Maan Jaa Re Maan Jaa Re
Aankh Na Dikha
Roop Ki Yeh Dhup Khile Zulf Toh Hata
Bol Zara Bol Zara Samne Toh Aa Aa
Dekh Zara Jaane Wafa
Mujhko Bitha Le Panaho Mein
Dil Na Jala Paas Toh Aa
Mujhko Chhupa Le Nighaho Mein
Maine Pyar Kiya Ikraar Kiya
Izhaar Main Tumse Karti Hoon
Yeh Sach Hai Sanam
Mujhe Rab Ki Kasam
Main Sirf Tumhi Pe Marti Hoon