Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan (Lyrical) | रामपुर का लक्ष्मण | Rafi, Lata, Kishore | रणधीर कपूर, रेखा
Feb 15, 2026•Channel
AI Analysis
Data from YouTube Data API v3•Updated Just now
Video Overview
Video Details
Published3 months ago
Duration4:49
Video IDnTfbwZ9vo2o
Languageen
CategoryMusic
PrivacyPublic
Made for KidsNo
Video TypeRegular Video
Performance Metrics
Views16.5K
Likes45
Comments0
Engagement Rate0.27%
Likes per 100 views0.27
Comments per 1K views0.00
Video Tags
#goldmines gaane sune ansune#old hindi songs#गुम है किसी के प्यार में#रणधीर कपूर के सुपरहिट गाने#रेखा के सुपरहिट गाने#किशोर कुमार के सुपरहिट गाने#लता मंगेशकर के सुपरहिट गाने#randhir kapoor hit songs#lata mangeshkar songs#kishore kumar songs#raampur ka lakshman songs#rekha hit songs#pyar ka samay kum hai jahan with lyrics#rd burman hit songs#mohammed rafi songs#प्यार का समय कम हैं जहाँ#pyar ka samay kum hai jahan#randhir kapoor songs#bollywood lyrical songs
Description
Song:- Pyar Ka Samay Kam Hai Jahan
Singer(s):- Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Movie:- Raampur Ka Lakshman (1972)
Music Director:- R.D. Burman
Lyricist:- Majrooh Sultanpuri
#GoldminesGaaneSuneAnsune #RandhirKapoor #HappyBirthdayRandhirKapoor #Rekha #ShatrughanSinha #KishoreKumar #MohammedRafi #LataMangeshkar #RaampurKaLakshman #OldSongs
Lyrics:-
Are Pyar Ka Samya Kam Hai Jaha
Ladte Hai Log Kaise Waha
Kyu Mere Yar Maine Bhi Aaj
Kya Bat Kahi De Tali
Are Pyar Ka Samya Kam Hai Jaha
Ladte Hai Log Kaise Waha
Kyu Mere Yar Maine Bhi Aaj
Kya Bat Kahi De Tali
Jo Bhi Kare Pyar Me Uska Yar
Galat Mujhe Na Samjhana
Main To Yaha Aaya Hu Milan Ke Liye
Main Subah Sham Sabka Gulam
Itna Magar Yad Rakhna
Bura Hu Mai Bas Dusman Ke Liye
Ulfat Ke Jo Pyase Ho Tum
Chahat Ka Hu Mai Bhi Sawali
Are Pyar Ka Samya Kam Hai Jaha
Ladte Hai Log Kaise Waha
Kyu Mere Yar Maine Bhi Aaj
Kya Bat Kahi De Tali
Abhi Ye Shama Hai Meharba
Jhum Ke Jile Diwane
Kaisi Haye Mastani Rat Hai
Jindagi Ka Lele Maja
Fir Kya Ho Kaun Jane
Bhai Mere Kuch Na Tere Hath Hai
Do Char Pal Lahrake Chal
Hai Jindagi Kab Rukne Wali
Pyar Ka Samya Kam Hai Jaha
Ladte Hai Log Kaise Waha
Kyu Mere Yar Maine Bhi Aaj
Kya Bat Kahi De Tali
Khel Hasi Aadat Meri
Chup Rahna Mai Na Janu
Maine Yahi Ab Tak Jana Nahi
Tum Bhi Mere Tum Bhi Mere
Sabko Apna Manu
Par Ye Dil Sabka Diwana Nhi
Aur Jispehai Diwana Dil
Uski Ada Sabse Nirali
Pyar Ka Samya Kam Hai Jaha
Ladte Hai Log Kaise Waha
Kyu Mere Yar Maine Bhi Aaj
Kya Bat Kahi De Tali